Farhan Khan – AJNABI (Lyrics) | ALIF LAILA THE ALBUM

Track: Ajnabi
Written, Composed & Performed: Farhan Khan
Produced: Drj Sohail
Co-Writer: Sameer Anjaan
Co-Composers: Nadeem Shravan
Ajnabi sa ye ehsaas hai
Badnaseebi na tu sath hai
Shah ki daulat tu hi thi sanam ab
Bas fakeeri na kuch paas hai
Ajnabi sa ye ehsaas hai
Badnaseebi na tu sath hai
Shah ki daulat tu hi thi sanam ab
Bas fakeeri na kuch paas hai
Dilbar ko door nhi karte
Dil tod ke choor nhi karte
Sab kehte par mai manta nhi
Tum humko bhool nhi sakte
Aise majboor nhi karte
Pathar kyu phool se ban gaye
Hum tumko na mana sakein jo
Ese tum rooth nhi sakte
Tere pairo ki dhool rasta tera dhundta raha
Khushboo teri jis hawa mai us hawa se rasta puchta raha
Tu meri roshni thi bin tere ye suraj doobta raha
Andhere mai fir akhri khat tera mai choomta raha
Ajnabi sa ye ehsaas hai
Badnaseebi na tu sath hai
Shah ki daulat tu hi thi sanam ab
Bas fakeeri na kuch paas hai
Ajnabi sa ye ehsaas hai
Badnaseebi na tu sath hai
Shah ki daulat tu hi thi sanam ab
Bas fakeeri na kuch paas hai
Tum meri duaon mai, jab roz rahi ho zindagi me fir kyu na reh saki tum
Roz mere khwaabon mai jab hass rahi ho aake
Aankhon se meri fir kyun beh rahi tum
Dekho aise na satao ki sach mai maar hi daalo
Mai khudko tumpe khud luta dun jo tum bas pyar se maango
Daag hain tujhme bhi fir bhi tum mere raat ka chand ho
Manzil tak le chalun tumhe main tum mera sath jo maango
Ajnabi sa ye ehsaas hai
Badnasibi na tu sath hai
Shah ki daulat tu hi thi sanam ab
Bas fakeeri na kuch paas hai
Stay tapped in with Desi Rap Network – the frontline for everything real, raw, and revolutionary in Indian rap.